*Nabi Ki Meaning Hi ilm e Gaib Knowledge of Unseen Ka Janne Wala*
_Hazrat Imam Qazi Ayaz Maliki Al Mutawaffah 544 Hijri Radi'Allahu'Anhu Likhte Hain_
*Nabi Ke Mane Allah Usse Gaib Par Mutala Farmata Hai Yani ilm e Gaib Aata Karta Hai*
_Iski Sharah Me Hazrat Imam Khaffazi Al Mutawaffah 1069 Hijri Rehmatullahay'alaih Likhte Hain Ki Imam Qazi Ayaz Rehmatullahay'alaih Ne Lafz e Nabi Ka Jo Mana Meaning Ki Hai Ke Allah Usse Gaib Par Mutala Kiya Hai_ *Iska Mafoom Ye Hai Ke Nabi Wo Hota Hai Jise Gaib Ka ilm Aur Gaib Ki Khabr Di Jati Hai*
_Subhan'Allah_
*Aur Yahi Mana Nabi Ka Mere Alahazrat Rehmatullahay'alaih Ne Kara Hai* Toh Wahabiyon Deobandiyo Ko Loose Motion Aane Lagte Hai🌶
*Reference Book's*
Al Shifa Jild *1* Safa *157*
*&*
Naseem Al Riyaz Sharah Al Shifa Safa *341*
*Scan Page*
📗📄👇🏼