Wednesday, November 16, 2016

Thursday, November 10, 2016

"நபி ஸல்லல்லாஹூ அலைஹி வ ஸல்லமின் கப்ரை ஸியாரத் செய்வதின் பலன்"

﷽  -الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ

இமாம் இப்னு ஹஜரில் ஹைத்தமி
(ரஹிமஹுல்லாஹ்) தனது கிதாப்:::

*"நபி ஸல்லல்லாஹூ அலைஹி வ ஸல்லமின் கப்ரை ஸியாரத் செய்வதின் பலன்"* என்ற நூலில்.....

இப்னுதைமியாவின் வழிகெட்டகொள்கை வருவதற்கு முன்பு வரை முஸ்லிம் அனைவரும்

*நபிகள் நாயகம் ஸல்லல்லாஹூ அலைஹிவஸல்லம் அவர்களிடம் இஸ்த்திஹாசா (உதவிதேடுதல்) தவஸ்ஸுல் (சிபாரிசு) தேடினார்கள்.*

*மேலும், இவ்வாறு வஸீலா தேடுவது நல்லகாரியமாகும்,*

*இது நபிகள் நாயகம் ஸல்லல்லாஹூ அலைஹி வஸல்லம் அவர்களின் ஜீவியகாலத்திலும் செய்யலாம்,மறைவிற்கு பின்பும் செய்யலாம்,இவ்வுலகிலும் பலன்கிடைக்கும்,நாளை மறுமையிலும் பலன்கிடைக்கும். :;;*

*ஆதாரம்-ஜவ்ஹருல் முனஜ்ஜம் ஃபீ ஜியாரத்தில் கப்ரில் முகர்ரம்: பக்கம்-171*

Saturday, November 5, 2016

Jhande Lehrane ka sabut ☀Jhande Lehrana kiski Sunnat ?

Jhande Lehrane ka sabut

☀Jhande Lehrana kiski Sunnat ?

➡Reference No.01...

🎆Hazrate Amina ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻪ
farmati hain ki,

🌠"Jab Muhammad ﷺ Ki Wiladat Hui Us waqt Hazrat Jibrail ﻋﻠﯿﮧ ﺍﻟﺴﻼﻡ Ne 3 Jhande Nasab Kiye Ek Magrib Me Ek Mashrik Me Aur Ek Kaabe Ki
Chat par"

💢Is Riwayat Ko Shah Abdul Haq Muhaddith Dahelvi ﺭﺣﻤﺘﻪ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ Ne Apni Kitab "Madarijun nabuwa" Jild 2 Me Naqal Kiya Hai....

➡Reference No.02..

🎆Hadees Shareef main aata hai k jub SARKAR ﷺ Madina shareef main dakhil hue to Aap ke haath main sabz jhanda tha.

📕(Wafa al wafa, Vol:1, Pg:243).

➡Reference No.03...

🎆Huzoor ﷺ ki peydaish per Hazrat Jibraeel ﻋﻠﯿﮧ ﺍﻟﺴﻼﻡ ney jhandy garhey.

📕(Khasais Al qubra, Vol:1, Page:82)

☀Naat-e-Mustafa ﷺ Padhna kiski Sunnat ?

➡Reference No.01...

🎆Huzoor ﷺ Hazrat Hassan ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﮧ ke liye Masjid-e-Nabawi shareef me Mimbar rakhte or Hazrat
Hassan ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﮧ us par khade ho kar Huzoor ﷺ ki shaan-e-aqdas me naatia ashaar padhte the or Huzoor ﷺ farmate:

🌠'Jab tak Hassan mere baare me Naatia or fakharia ashaar padhta rahe ga to beshak Allah taala roohul uqdas {Hazrat Jibrail ( ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﺴﻼﻡ )} ke zarye Hassan ki madad farmata hai'!"

📚(Sunan abu Dawood,Kitab ul adab, baab ma jau fi'shaar, Jild 5 Page 176 Hadith No.5015)

📘(Sunan Tirmizi,kitab ul-adab,baab ma jau fi inshad'shaar, Jild 3 Page562,561 Hadith No 2846)

➡Reference No.02...

🎆Hadees main hai ki ek SAHABI ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﮧ ney arz ki ke mujhe Huzoor ﷺ ki wo waali naat sunao jo torait main hai".

📚(Mishkaat shareef, babul fazail, syed-ul-mursaleen, Pg:512)

🌠Kya ab bhi Naat na padhoge
Sahaba Ikraam ki Sunnat par Amal naa karoge ?

AQAID E AHLE SUNNAT AHADEES KI ROSHNI MEIN (COMPLETE 100 HADEESON KE COLLETION KE SATH) Chapters :- 1 Ikhtiyare Mustafa ﷺ par 20 Hadees 2 Huzoor ﷺ Jaisa koi nahi par 15 Hadees 3 Huzoor ﷺ wisaal ke baad bhi zindah hai Par 15 Hadees 4 Ilme Gaib E Mustafa ﷺ Par 25 Hadees 5 Allah Ta'ala Ki Baargah Me Uske Mehboob Bando Ko Waseela Banana Par 6 Hadees 6 Shafa'ate Ambiya Wa Awliya Wa Olma Par 6 Hadees 7 Ishq E Rasool Wa Tazeeme Nabi ﷺ Par 8 Hadees 8 Bad-Mazhab Aur Gumrah Firqon Ki Pehchaan Par 5 Hadees ✔ Saari Haddesein Siyah Sittah Ke Hawalo Ke Sath Hain Jisko Har Maqtaba E Fiqr Ke Log Maante Hain.

http://ashiquanerasooljsr.blogspot.in/2016/07/shaan-e-mustafaikhtiyaar-e-mustsafa.html?m=1