Sunday, May 20, 2018

20 rakat taraveh padhna sahaba ka amal

20 rakat taraveh padhna sahaba ka amal.

jab sahabi ka amal pata ho toh wahabi ko kyu mane?

*��TARAWEEH��*

Hazrat Saeb Bin Yazeed رَضِیَ اللهُ عَنْهُ  say marwi hai unhone bayan kiya k  "Hazrat Umar Bin Khattabرَضِیَ اللهُ عَنْهُ k 'Ehad (door e Khilafat) main Sahaba IkramRadi ALLAH T'ala Anhuma Azmain maah-e-Ramzan main bees (20) rakat taraweeh parhty they aur un main soo (100) ayaat wali soortain parhty thy aur Hazrat Uthman رَضِیَ اللهُ عَنْهُ  k 'Ehad (Door e Khilafat) main shiddat e Qayam ki waja say wo apni laathiyun say tayk lagaty they."

References :

��(Imam Bayhaqi As Sunan Al Kubra Vol : 02, Pg : 498/99, Hadees : 4617)

��(Ibn e Hasan Faryabi ,Kitab As Siym Vol : 01, Pg : 131, Hadees : 176

��(Ibn e Ja'd Al Musnad Vol : 01, Pg : 413, Hadees : 2825)

��Imam Nawawi ne Iski Sanad Ko Siqah Karar Diya

��(Al Khulasa Al Ahkam pg : 576, Hadees No : 1961)

scan page

��Imam Badrudin Ayni Rahmatullah Alaih Ne bhi Isko Sahih Qarar Diya Hai

��(Umdatul Qari Shara E Sahi Bukhari Vol : 05, Pg : 264, Print Darul Fikr Berut)

➡Gair Mukallideen k Famous Scholor Mubarkpuri likhte hai Ye Hadees Sahi Hai

��(Mubarakpuri, Thofat ul Ahwazi, Vol: 03, Pg : 453)

��Is Hadith ko Imam Bayhaqi, Imam Faryabi aur Ibn e ja'd nain rawayat nain kiya. Aur Imam Faryabi nain farmaya k is hadith k Rijaal thiqah hain.

Scan Page������������