Thursday, August 9, 2018

Wahabi aihle hadis kehte hai k qabr wale na sun sakte hai na bol.

Wahabi aihle hadis kehte hai k qabr wale na  sun sakte hai na bol.

Lekin inke gurur ibne taimia hadis nakal karte hai k huzur ki qabr se azan ki awaz ati thi.

Dekhie khud aihle hadiso ki kitab se sabit.

Ibn Taymiya (661-728 hijri) likhta hain

jab Ayyam -e- Harra k dino mein jab yazeed ne madine pe chadai ki thi un dino mashoor Tabien saeed ibn musaib rah Nabi karim Sallallahu Alaihi Wasallam ki Qabr mubarak se namaz k waqt Azaan ka awaaz suna kartey the. Aur us waqt masjid Nabwi mein koi nahi hota Tha..
[Fatawa ibn Temiyya jild 11, page 280-281]
.
Wahabi kutto. Hum sunnio ki na sahi tumhare guru ki toh bat mano. ��

Scan ����