Monday, September 26, 2016

Biddat Ke Talluq Se Imam Shafai (Rahimuhullah)Ka Qaul

Biddat Ke Talluq Se Imam Shafai (Rahimuhullah)Ka Qaul

Harmala Ibn Yahya farmate Hai Maine Imam Shafai ko farmate Hua Suna

"Al-bid`atu bid`atan: bid`a mahmuda wa bid`a madhmuma, fa ma wafaqa al-sunna fa huwa mahmud, wa ma khalafa al-sunna fa huwa madhmum."

Bidddat Ki Do Qisme Hai Achi Bidat Or Buri Biddat Jo Biddat Sunnat ke mutabiq ho, Wo achhi Biddat hai, aur Jo Biddat Sunnat ki Mukhalifat kare, wo Buri Biddat hai.

[Al-`Uloom Wa'al-Hikam By Hafiz Ibne Rajab Page 131]

Note:-

Imam Shafai Ko Har Maktaba E Fikr Ke Log Ahle Sunnat Me Se Maante Hai Or Hum Yhi Bat Kehte Hai Toh Hame Biddati Se Nawaza Jaata Hai.

Imam Ahmead Raza (Rahimuhullah)
Se Mansub Krne Waale Gaur Krey

Imam Shafai (Rahimuhullah)
(Mutwaffa 204 H)

Imam Ahmead Raza (Rahimuhullah)
(Mutwaffa1340 H)

Or Imam Shafai Ke is  Qaul ki Riwayat ki Sanad Bilkul Saheeh Haii

Scan page 👇🏻