Thursday, September 1, 2016

Munazra *Topic :* Allah ki Ata se Huzoor ﷺ _ILM E GHAIB_  jaante haiN ...

*munazra :*

*Topic :*
Allah ki Ata se Huzoor ﷺ _ILM E GHAIB_  jaante haiN ...

*[HUZOOR ﷺ KA ILM E GHAIB ZYADA HAI YA WAHABI KE MUTABIQ GOOGLE KA?]*

Sunni:
Google kiya  he ustad
Ajj kal bahoot Dhoom Machara.

Wahabi:
Hou Google ke bare me nahi maloom tumareku Bahoot kaam ki cheez he
Technology bolte isku!

Sunni:
Chup baito yaaro !
Usku Dewaar ke pichey ka ilm hai?

Wahabi:
Tum Dewaar ke pichey ka ilm bolre
Agar Google chahe to yahi par
Ek finger tip par  Duniya ke Kone me kiya kiya hora sab baithe bithaye boldeta.

Sunni ::Abbaba
Acha Aur uske ikhteyarat kiya kiya he?

Wahabi:
Ikhteyarat ka to pucho hi mat
Purey Duniya ke naqshe (Google maps)
Batata, yaha par baitke tum
London me bhi kisi se bhi live conference se baat karlesakte

Sunni :Acha Mama, fir to
Huzoor ﷺ ko bhi pata hunga sab kuch !

Wahabi:
Nahi Un fortunately  haqeeqat ye he ke Huzoor ﷺ ko Dewaar ke pichey ka bhi ilm Nahi
{ Barahinul Qaati'a.
Page No. 55.
Molvi Khaleel Ahmad Ambethi.    Deobandi }

Ma'az-allah !!!

Sunni: Lekin Allah to Qur'an me irshad farmata hai

*```Aur tum ko seekha diya jo kuch tum na jante the.```*
[4-An-Nisa : 113]

*Moral of the story:*

Wahabi Deobandi
Google ka to ikhteyar, ilm e ghaib
Sab kuch manne ko tayyar he
Jabke Google ka ilm na quran se sabit he na hadith se !

Wahi, dusri Taraf jab baat ati he
Mere Nabi ﷺ ki tab yeh deobandi / Wahabi kehte HaiN, shayatan ka ilm Nabi ﷺ se zydha hai!

Ma'az-allah !!!

✅ Jabke Huzoor ﷺ ke ikhteyarat Aur ilm e ghaib quran o hadith se sabit hai.

*Imam Ahle Sunnat, Muhibbe Sadaat,  Imam Ahmed Raza Qadri Barkaati (Rehmatullah Alaih) farmate haiN:*

_Tujh se Aur jannat se kiya matlab Wahabi door ho,_
_Hum Rasool Allah ﷺ ke, Jannat Rasool allah ﷺ ki !_