Thursday, September 1, 2016

Kaafir Ko Kaafir Kehna Kaisa ???

Kaafir Ko Kaafir Kehna Kaisa ???❓

▶️AAJ KAL DEO BANDI WAHABI SAB BHOLE BHALE MUSALMANI KO YE KEHTE HAIN KI KAFIR KO KAFIR NA KAHO .....

▶️TO LOGO KO LAGTA HAI KI YE DEKHO KITNE ACHE LOG HAIN KAFIR KO BHI KAFIR NAHI KEHTE....

LEKIN JAB QURAN SHARIF KAFIR KO KAFIR KEH RAHA HAI...

TO AB JO QURAN SE INKAR KARE WO KHUD KAFIR HAI...

ESE BAD AQEEDON KE MUNH PE EK ZORDAR TAMACHA.....

▶️Aksar W Kaafi Logon Se Suna Hai Ki Kaafir Ko Kaafir Na Kaho Kya Pata Uska Khatma Imaan Per Hojaye,?
Lekin Hum Yeh Kyu Nahi Sochte Ki ALLAH Taala Aur NABI Sallallahualaihiwasallam Ne Kaafir Ko Kaafir Kaha  Ya Nahi.

Aur Is Tarah Hume Musalmaano Ko Musalmaan Bhi Nahi Kehna Chahiye Kya Pata Uska Khatma Imaan Per Na Ho Aur Woh Us Waqt Gumrah Hojaye Aur Kafiro’n Ki Maut Marjaye..

▶️Khair Hum In Shaa ALLAH Quran O Hadees Se Dalil Lete Hain Is Per Ki Kaafiro’n Ko Kaafir Kehna Kaisa ???

Quran:

Surah Baqrah Aayat No. 6

▶️Tarjuma : Beshak Woh Jinke Qismat Me Kufr Hai , Inhe Barabar Hai Chahe Tum Inhe Darao Ya Na Darao Woh Imaan Laane Kay Nahi.

Surah Baqrah Aayat
No. 8

▶️Tarjuma: Aur Kuch Log Kehte Hain, Kay Hum .ALLAH Aur Pichle Deen Per Imaan Laaye Aur Who Imaan Wale Nahi.

Surah Kaafiroon Ayat No. 1

▶️Tarjuma : Tum Farmao A Kafiro’n.

Surah Maida Aayat No. 51

▶️Tarjuma : Ai Imaan Walon Yahud O Nasara Ko Dost Naa Banao.(Yaha ALLAH Imaan Walon Se Keh Raha Hai Ki Kaafir Jo Yahud O Nasara Hain, Un Se Dosti Karne Mana Karraha Hai)

Surah Maida Aayat No. 44

▶️Tarjuma : Aur Jo Log ALLAH Kay Utaare Per Hukum Na Kare Who Log Kaafir Hain.

Surah Tauba Aayat No. 32

▶️Tarjuma : چاہتے ہیں کہ اللّٰہ کا نور (ف۷۱) اپنے منہ سے بجھا دیں اور اللّٰہ نہ مانے گا مگر اپنے نور کا پورا کرنا (ف۷۲) پڑے برا مانیں کافر

Surah Mominoon Aayat No. 32

▶️Tarjuma : اور جو اللّٰہ کے ساتھ کسی دوسرے خدا کو پوجے جس کی اس کے پاس کوئی سند نہیں (ف۱۷۷) تو اس کا حساب اس کے رب کے یہاں ہے بیشک کافروں کا چھٹکارا نہیں

Surah Ash-Shura Aayat No. 45

▶️Tarjuma : اور تم انہیں دیکھو گے کہ آ گ پر پیش کئے جاتے ہیں ذلّت سے دبے لچے چُھپی نگاہوں دیکھتے ہیں (ف۱۱۱) اور ایمان والے کہیں گے بیشک ہارمیں وہ ہیں جو اپنی جانیں اور اپنے گھر والے ہار بیٹھے قیامت کے دن (ف۱۱۲) سنتے ہو بیشک ظالم (ف۱۱۳) ہمیشہ کے عذاب میں ہیں

Yeh Aayat Bhi Kaafiro’n Kay Liye Hai.

Toh Pata Chala Ki Quran Shareef Me ALLAH Taala Ne Khud Kaafir Ko Kaafir Kaha Hai.

Hadees

▶️Rasoolullah Sallallahu Alaihiwassallam  Apne Sahaba Se Farmate Hain,'Kya Faajir Ko Bura Kehne Se Parhez Karte Ho? Log Inhe Kab Pehchanenge?Faajir Ki Buraiya Bayan Karo Taki Log Isse Bachen. (Kanzul Ummal S-338) .

▶️Nabi Alihesalam Ne Farmaya, Unhe Apne Se Door Rakho Aur Unse Door Bhago, Kahin Wo Tumhe Gumrah Na Kar Den

(Muslim S-10 Baab Un Noha)

Jo Kafiro Se Mohabbat Kare, Wo Unhi Me Se Hai. (Musnad Ahmed,7:209) .

Ek Shaks Ke Akhri Waqt Par Logo Ne Kalma Padhneko Kaha, To Wo Bola Ye 2 Shaks (Farishte) Khade Keh Rahe Hain Ki Tu Unke Pas Baithta Tha Jo Hazrat Abu Bakr. Aur Hazrat.Umar Radiallataala Anhum Ko Bura Kehte The,Ab Hum Tujhe Kalma Nahi Padhne Denge. (Sharahus Sudur 37)

▶️Jab Fitne Zaahir Honge, Aur Aise Me Aalim Apne Ilm Ko Na Zahir Kare,To Is Pe Allah Aur Iske Farishte Aur Tamam Insan Ki Laanat Hai,Aur Allah Aise Insan Ke Na Farz Qubul Kare, Na Nafil. (Bukhari 2:1084) . Jab ▶️Tum Kisi Burai Ko Dekho, To Use Apne Hath Se Rok Do,
▶️Ye Na Ho Sake To Usey Zuban Se Bura Kaho,Ye Bhi Na Ho To Usey Dil Se Bura Jano, Aur Ye Eiman Ka Sabse Chota Darja Hai. (Muslim, Kitabul Eiman) .

Aur Digar Hawale Jinme Kufr Aur Kaafiron Kay Taaluq Se Hadees I Hai.

Bukhari :: Book 3 :: Volume 50 :: Hadith 891

Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 281

Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 554

Muslim :: Book 19 : Hadith 4385

Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 276

Bukhari :: Book 5 :: Volume 57 :: Hadith 50

Bukhari :: Book 4 :: Volume 53 :: Hadith 375

Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 412

Dawud :: Book 19 : Hadith 2998

Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 417

Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 448

Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 466

Bukhari :: Book 4 :: Volume 56 :: Hadith 700

Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 553

Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 579

Bukhari :: Book 5 :: Volume 59 :: Hadith 611

Bukhari :: Book 4 :: Volume 52 :: Hadith 210

Bukhari :: Book 8 :: Volume 73 :: Hadith 226

Bukhari :: Book 9 :: Volume 89 :: Hadith 282

( FROM KHALIFA E HUZOOR TAJUSH SHARI'AH QAZI E MAHARASHTRA SHAZADE E MUFTI MEHMOOD AKHAR RAZA MUFTI MAQSOOD AHMED SAHAB )