Tuesday, September 13, 2016

தொழுகையில் விரலை அசைக்கலாமா ?

17/08/2016, 5:46 AM - ‪+91 97917 13276‬ created group "‎🌙حزب الله🌙‎"
17/08/2016, 5:46 AM - You were added
13/09/2016, 4:43 AM - Messages you send to this group are now secured with end-to-end encryption. Tap for more info.
13/09/2016, 9:39 PM - dr added ‪+91 99444 05317‬
13/09/2016, 9:39 PM - dr added ‪+91 99943 54192‬
13/09/2016, 10:13 PM - Hashmati: <Media omitted>
13/09/2016, 10:16 PM - Hashmati: <Media omitted>
13/09/2016, 10:16 PM - Hashmati: <Media omitted>
13/09/2016, 10:52 PM - Hashmati: TASHAHHUD MEIN UNGLI HILANA SUNNAT NAHI
PART 2⃣
📗HADITH - 2⃣
Imam Nasai ne farmaya: Hum se hadith bayan ki Ayub bin Muhammad Waz'zan ne, Unhone kaha hum se hadith bayan ki Hajjaj ne, Unhone kaha ki Ibne Juraij ne kaha ki mujhe khabar di Ziyad ne Muhammad bin Ajlaan se, Unhone Aamir bin Abdullah bin Zubair se, unhone Hazrat Abdullah bin Zubair ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻪ se ki Nabi e Kareem ﷺ jab Tashahhud padhte to Ungli se ISHARA karte aur USSE NAHI HILATE THE.
[● SUNAN NASAI, 3/37, HADITH NO 1270]
13/09/2016, 10:58 PM - Hashmati: Tashahhud me ungli hilana kaisa
🚫TASHAHHUD MEIN UNGLI HILANA SUNNAT NAHI 👆❌🚫
🔷UNGLI HILANA SUNNAT NAHI - BAAZ ULEMA E AHLE HADEES WAHABI KE AQWAAL
2⃣ IMAM UL WAHABIYA SHAYKH IBNE ABDUL WAHHAB NAJDI KE NAZDEEK TASHAHHUD MEIN UNGLI HILANA SUNNAT NAHI
Gair Muqallideen Ahle Hadees ke Shaykh ul Islam Shaykh Ibne Abdul Wahhab Najdi ke nazdeek bhi pure tashahhud mein ungli hilana sunnat nahi. Woh bhi yahi kehte hai ki Zikrullah (La- ilaaha ilallah) ke waqt ungli se ishaarah kiya jaaye aur ungli ko na hilaaya jaaye. Woh likhte hai:
👉�"ZIKRULLAH (LA ILAAHA ILALLAH) KE WAQT SABABA UNGLI SE ISHAARA KARE AUR UNGLI KO NA HILAAYE KYUKI HAZRAT IBNE ZUBAIR ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻪ KI HADITH SE YAHI SABIT HAI."
[● MUKHTASAR AL INSAF WA ASH-SHARH AL KABEER, 1/ 128]
13/09/2016, 11:00 PM - Hashmati: AHLE HADITH KAY DALAIL TASHAHUD MAY UNGLI KO HILANA
Bismillahirrahmanirraheem
MASLA RAFA-SABAABA( TASHAHHUD ME UNGLI UTHA KAR ISHAARA KARNA)
Tashahhud me ungli ka uthana aap(sws) ki badi barkat wali sunnat hai, iska suboot sunnat rasoollullah(sws) se dekhen
hz ibne umar ra riwayat karte hain ki aap(sws) jab namaz (ke qaayde) me baithte to apne dono haath apne dono ghutne par rakhte aur apni daayi(right) ungli jo anguthe ke paas hai utha lete, to uske saath dua maangte"
(sahih muslim 850)
hz abdullah bin zubair ra riwayat karte hain ki aap(sws) jab (namaz me) tashhahud padhne baithte to apna daayan haath daayin aur baayan(left) haath baayin raan par rakhte aur shahadat ki ungali ke saath ishaara karte aur apna angutha apni beech ki ungli par rakhte"
(sahih muslim 579)
" nabi(sws) daayen haath ki tamam ungaliyon ko band kar lete, anguthe ke saath wali ungali ko qibla rukh karke uske saath ishaara karte"
(sahih muslim 580)
Hz wail bin hajar ra riwayat karte hain ki aap(sws) (dusre sazde se uthkar qaayda me) baithe, do anguliyon ko band kiya, (anguthe aur beech ki badi ungaliyon se halka banaya) aur angusht shahadat(qalme ki ungali) se ishaara kiya"
(abu dawood 726, ise imam ibne habban 485, aur ibne khuzaima 713-714, ne sahih kaha hai, tashahhud me daayen haanth se halka banaane ki yah dusri masnoon kaifiyat hai)
"hz wail bin hajar ra farmate hain ki aap (sws) ne ungali uthayi aur use hilaate they"
(nisaai 990, ise ibne hibban 485 aur ibne khuzaima 714 ne sahih kaha hai,)
NOTE: sirf "la illaha illallahu" kahne par ungali uthana aur kahne ke baad rakh dena kisi riwayat se saabit nahi hai
" tashhud me shahadat ki ungali me thoda sa kham hona chahiye"
(abu dawood 991, ise ibne khuzaima 716, aur ibne hibban 199 ne sahih kaha hai)
13/09/2016, 11:04 PM - Ibrahim துத்துக்குடி: <Media omitted>
13/09/2016, 11:04 PM - Ibrahim துத்துக்குடி: 👆தொழுகையில் விரல் அசைப்பது சம்பந்தமான பயான்
13/09/2016, 11:15 PM - Hashmati: தொழுகையில் விரலை அசைக்கலாமா?
ஆசிரியர் - சையத் முஹம்மது கௌஸ் மதனி

http://goo.gl/XkwLom
13/09/2016
, 11:50 PM - Hashmati: <Media omitted>
13/09/2016, 11:55 PM - Hashmati: yeh Ahle hadees wale namaaz padthey waqt athayaat mein shahdat ki ungli ko hilatey rahtey hain. Kya kisi hadees mein ungli ko baar baar hilana likha hi kya ?